Friday, 22 April 2011

Suna hai woh

Suna hai woh chaand se guftugu
karta hai raat bhar

TANHA baith kar meri baton
ko sochta hai raat bhar

Jab pas thay to hamari Qadar
na jani us ne

Ab milne ki Dua mangta hai
raat bhar,

Ay Chand Usey Keh De

Gya waqt loat kar nahi Aata

Kyon khud ko aziyat mein
dalta hai raat bhar...

No comments:

Post a Comment