Friday, 29 April 2011

Mudadat se thi

Mudadat se thi kisi k milne ki
arzoo.


Khawahish-e-didar me sab
kuch gawa diya.


Kisi ne di khabar ke wo ayega
raat ko.


Itna kiya ujala ke ghar tak
jala diya...

No comments:

Post a Comment