Friday, 22 April 2011

1 baar Majid e Nabwi mein langar takseem ho raha tha

1 baar Majid e Nabwi mein
langar takseem ho raha tha

1 shakhs ny 2 admiyon ka
khana manga

jab us se swaal kia gaya k
2 admiyon ka khana q?
To us ny kaha 1 mery ley aur
1 us shakhs k liey jo kony
mein betha sukhi roti pani
mein dabo kar kha raha hai

is par use jawab mila usi ka
dia to hum takseem kar rahy
hain

Us shakhs ny poucha kon hain
wo?

Jawab mila: wo Hamary
Khaleefa Hazrat Abu Bakar
Siddiq Hain.

No comments:

Post a Comment